Top 10 Tallest Statues in the World
Duniya ki History bahot purani hai, aur ish History ko sumhaal ke rakhne ke liye hum bahot saare kam karte hai. Statues Humko humari History ke baare me yad dilate hain, aur isiliye Hum kosis karte hain ki hum apni history ko bacha kar rakhen. Statues ek terh se koi achi baat aur koi inspreation ka icon maana jaata hai. to Chaliye aj hum jaante hai top 10 tallest statues ke baare me.
Top 10 tallest statues List
1- Statue of Unity
Country: India
Location: Sardar Sarover Dam, Narmada District, Gujarat
Height: 182 m (597 ft)
Statue of Unity ko India ke Freedom Fighter Sardar Vallabhbhai Patel ki yaad me banaya gya tha, aur ye 31 october 2018 ko bankar taiyaar hui thi.
Related: Statue of Unity ke baare me Puri Jaankri
2- Sprint Temple Buddha
Country: China
Location: Lushan, Henan
Height: 128 m (420 ft)
Sprint Temple Buddha Statue Ek Famous Lord Buddha Statue hai, ye Vairocana Buddha ki yaad me banwaya gya tha, aur ye 2008 me bankar taiyaar hua tha.
3- Laykyun Sekkya
Country: Myanmar
Location: Khatakan Taung, near Monywa, Sagaing Division
Height: 115.8 m (380 ft)
Laykyun Sekkya Statue bhi lord Buddha ki yaad me banayi gai hai, aur ye 2008 me bankar taiyaar hui thi.
4- Ushiku Daibutsu
Country: Japan
Location: Ushiku, Ibaraki Prefecture
Height: 100 m (330 ft)
Ushiku Daibutsu Statue Buddha Amitabha ki yaad me banaya gya tha Japan me, aur ye 1993 me bankar Taiyaar hua tha.
5- Sendai Daikannon
Country: Japan
Location: Sendai, Miyagi Prefecture
Height: 100 m (330 ft)
Sendai Daikannon Statue Japan ke lord Kannon (Guanyin) ki yaad me banaya gya tha Japan me, aur ye 1991 me bankar Taiyaar hua tha.
6- Qianshou Qianyan Guanyin of Weishan
Country: China
Location: Weishan, Changsha, Hunan
Height: 99 m (325 ft)
Qianshou Qianyan Guanyin of Weishan Statue China ka ek Statue hai, aur ye 2009 me bankar Taiyaar hua tha.
7- Great Buddha of Thailand
Country: Thailand
Location: Ang Thong Thailand
Height: 92 m (302 ft)
Great Buddha of Thailand Buddha Gautama ka ek Statue hai joki Thailand me banya gya tha, aur ye 2008 me bankar Taiyaar hua tha.
8- Dai Kannon of Kita no Miyako park
Country: Japan
Location: Ashibetsu, Hokkaidō, Japan
Height: 88 m (289 ft)
Dai Kannon of Kita no Miyako Statue hai joki Grand Buddha ki yad me banya gya tha, aur ye 1989 me bankar Taiyaar hua tha.
9- Rodina-Mat’ Zovyot! (The Motherland Calls)
Country: Russia
Location: Mamayev Kurgan; Volgograd
Height: 85 m (279 ft)
Rodina-Mat’ Zovyot! (The Motherland Calls) Russia ka ek Statue hai, yeThe Motherland Calls ke naam par famous hai, aur ye 1967 me bankar Taiyaar hua tha.
10- Awaji Kannon
Country: Japan
Location: Awaji Island, Hyōgo Prefecture
Height: 80 m (260 ft)
Awaji Kannon ek Temple aur museum hai, aur ye 1982 me bankar Taiyaar hua tha.
To Ab apko pata chal gya hoga ki Duniya ke Top 10 Tallest Statues konse hain, agar ish list me apko confusion ho ya phir ap humse kuch puchna chhate ho, to ap humse niche diye gye comment me puch sakte hain.
Aysi Posts
Hello
Such a great and informative article.
Thanks for sharing