Xiaomi Mi Pay kya hai? Mi Pay se Paise kaise Transfer Honge

Xiaomi Mi Pay New Digital Payment Service

Chinese Smartphone maker company Xiaomi joki India me Apne Budget Smartphone ke liye sabse Famous mobile brand hai, aur ab Xiaomi ne India Apni new Payment Service Xiaomi Mi Pay ko India me Launch kia hai. Mi Pay Same PayTm aur Google Pay (Tez) ke Jyse he hai, aur ap isse bhi kahi par bhi Digital Payment kar sakte hain.

Xiaomi ne Ye Service ICICI Bank aur PayU Money ke sath milkar India me Start ki hai. Ye Digital Service bhi Dushari Digital Payments ki Terh he NFC aur UPI par kaam karti hai.

Mi Pay Google Pay (Tez) ki Terh he kaam karta hai, aur Users isse Mobile Transaction kar sakte hain. Mi Pay se User Bill Payment kar sakte hain, Jisme Phone Bill, Electricity Bill, aur Water Bill bhi honge. Ap isse Apna Mobile Bhi Recharge kar paaynge.

Related: PayTm aur Tez me kon behtar hai?

Xiaomi Mi Pay Ki Terh User UPI se Payment Kar Sakte hain, ap Apne Debit card aur Credit Card se bhi Payment kar sakte hain, aur ap UPI ke Through Payment Kar sakte hain.

Mi Pay ki Help se ap apne Bank Account ko Link aur Unlink kar sakte hain, iske alawa ap aapne account ke liye UPI Pin ko Modify se bhi kar sakte hain, Users Paise Receive aur Transfer karne ke liye Apne QR Code bana sakte hain, aur ap sahi terh ke payment QR Codes ko bhi Scan karke Payment kar sakte hain.

mi pay npci

Xiaomi ne National Payment Corporation of India (NPCI) se permission bhi leili hai, India me Digital Payments ke liye. Xiaomi ne Mi Pay ko Apne MIUI Interface ke sath ish terah se integrate kia hai, taki users apne phone se Aasani se Payment kar saken.

Mi Pay ka Setup aur Account kaise Link kaise kare

  1. Mi Pay ki Application ko Open kariye
  2. Ab apne Bank account ko select kare diyegye Options se
  3. Apne Bank Account ki Details fill karen.
  4. SMS Verification karke final confirmation kare

To ab apko samjh aagaya hoga ki Xiaomi Mi Pay kya hai, aur ye kaise kam karega, agar apko koi paresahni aarhi ho Mi Pay me, ya ap humse kuch puchna chhate hon, to niche diye gye comment section me apna question puch sakte hain.

Aysi Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare FacebookTwitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko

1 thought on “Xiaomi Mi Pay kya hai? Mi Pay se Paise kaise Transfer Honge”

Leave a Comment