Table of Contents
Instagram Account Kaise Delete kare
Hello Friends, aj hum jaanege ki hum kaise Instagram ka account delete kar sakte hain. agar ap ek instagram user hain, to ap instagram ke features ke baare me bhi jarur jaante honge, apme se he kuch logo ne humse kaha tha ki wo apna instagram account delete nahi kar paa rahe hai, to aj hum isliye ye article publish kar rahe hain, ki instagram account kaise delete kare.
Wyse to Instagram me facebook
Instagram account delete karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare
Related:
Step 1: agar ap apne mobile se account delete karna chhate hain, to usko karne me apko bahot problem hogi, isliye hum apko ye suggestion denge ki ap Instagram ko computer par open kare, aur apne account me login kare.
Step 2: Ab
Step 3: Link me click karne ke baad apke saamne ek page open hoga, aur waha par apko jaha par likha hoga Why are you deleting your account? waha par apko select karna hai ki ap qu account delete karna chhate hain, wo apko select karna hai. jysa ki apko nich digai image me show hora hoga
Step 4: Apna account delete karne ka reason select karne ke baad apko new option show hoga. waha par apko apka Instagram ka account password dalna hai, aur uske baad apko Permanently Delete My Account par click karna hai. aur apka account delete hojyega.
To Friends ab apko samjh aagya hoga ki, Instagram account kaise delete karte hain, aur agar apko koi chiz samajh nahi aarhi ho to ap humse niche diye gaye comment box me puch sakte hain, hum apki help karne ki puri kosis karnge.