Table of Contents
Whatsapp Status Upload karna aur Update karna shikhe
Hello Friends jysa ki ap whatsapp par Documents se lekar Location tak apane friends aur family ke sath share karte hain, aaj hum apko batane jaa rahe hai ki kaise ap apne whatsapp par status ko daal sakte hain, aur update kar sakte hain, agar apko ye pehle se aata hai, to koi baat nahi, lakin ahar apko nahi pata hai, to aj pata chal jayega. Whatsapp ke ish feature me ap apne Status me Photos, videos aur links jaise ji kisi website ki link ya YouTube Video ki link apne Status me daal sakte hain.
WhatsApp Status कैसे Delete करें? सबसे आसान तरीका।
Whatsapp par status daalne ke baad ap, ye bhi dekh sakte hain, ki apke status ko kisne-kisne dekha hai, aur kisne nahi, aur apka status wahi log dekh sakte hain, jinka ki whatsapp number aapke pass save hoga, aur sath-sath unke pass bhi save hoga, tabhi koi apka status dekh sakta hai.
Whatsapp Status kaise daale
Related:
- WhatsApp के Delete Messages को दोबारा कैसे पाएं?
- Computer me Whatsapp
kaise chalayen - Whatsapp Group Kaise Banaye
- Whatsapp me Delete Message ko
kaise Read kare
Sabse Pehle ap
Step 1: apna whatsapp open kare, aur jaha par Status likha hai, waha par click kare.
Step 2: ab apko jaha par My Status likha hai, aur apki photo lagi hai jaha par, apko waha par clcik karna hai.
Step 3: Ab
Step 4: Ab
Ab apka status upload hojyega, aur ap apne whatsapp status, jaha par My Status likha hai, waha par click karke, ye dekh sakte hain, ki apka status kisne-kisne dekha hai.
To friends ab apko pata chal gaya hoga ki, Whatsapp Status kaise dalte hain. agar apko status daalne me koi pareshani aarhi ho to ap humse, niche diye gaye comment box me puch sakte hain, hum apki help karne ki puri kosis karnge.
Aysi Posts ke liye HindiMeInfo ko Follow kare Facebook, Twitter, Join FB Group uar Subscribe kare YouTube Channel ko
Very Good post
Thank you 🙂