Two Step Verification kya hai? aur ye kaise kam karta hai

Two Step Verification Code ke bare me Janiye

Hello Dear Reader, Jysa ki ap sab jante hai ki ajkal ki Digital duniya me jaha sabhi Online kam apke mobile se ho jaate hai, aur apke Smartphone me bahot si ayse apps install hote hai, jinme ki apki personal information hoti hai, aur wo apke liye bahot important hoti hai, aur ayse me humko usko secure rakhna padta hai, hum apne smartphone me Phone lock aur app lock laga kar toh apne phone ko aur apps ko secure kar lete hai lakin phir bhi humari kuch information aur khass kar ki Internet Social Media ki apps jyse Facebook, Instagram, Twitter, aur Whatsapp jyse Platforms par secure nahi rehti hai, toh ayse mee hum Two Step Verification code ka use karke apna account aur bhi secure kar lete hai.



Two Step Verification kya hai?

Two Step Verification ek terah ka Optional extra feature hai joki thodi extra Security ke liye banya gya hai, apko ish feature ko enable karne ke liye kuch steps  follow karne hote hai, jiske baad ap apna PIN daal karke apne Social media account ko aur bhi Secure kar sakte hai.

Two Step Verification

Two Step Verification ka (2FA) aur Multi-factor authentication (MFA) hota hai, joki ek extra security ko add kardeta hai, aur apke account ko aur bhi secure kardeta hai.

Two Step Verification Enable kyu kare?

Kisi bhi accounts me 2 Step verification enable karne se wo account secure ho jaata hai. ese Enable karne se account ko secure karne ki ek aur achi method mil jaati hai.

Jab ap ise apne kisi bhi social media account par Enable karte hai toh jab bhi ap login karnge toh apke Registerd Mobile Number par ek One Time Password (OTP) code aayega.




esi code ko daalne par he ap apne account me log in kar sakte hai, yani ki 2 step verivication code ko enable karne ke baad log in karne ke liye apko password aur code dono ki jarurat hogi tabhi apka log in hoga, aur ap apne account ko opeen kar payenge.

two step verification 2

Ab agar kisi ko apke account ka password pata bhi chal jaye tab bhi wo apke account ko open nahi kar sakta hai, Quki log in karte Time screen par code enter karne ke liye pucha jayega, jo sirf apke mobile number par he aayega, OTP ke roop me.

Aysa karne ke baad apke account ko double security mil jaati hai, ek toh password ki aur dushri code ki, aur koi bhi apke account ko open nahi kar payega.

Toh sayad apko ab samjh aa he gya hoga ki kaise hum Two Step Verification code ki help se ap apne account ko aur bhi secure kar sakte hai. toh kaise laga apko ye artical, aur kya ap bhi apne accounts ko Two Step Verification code se secure karna chahte hai? humne jarur batayee apna view ya ap kya sochte hai ish baare me hume jarur bataye niche diye gye comment box me.

Ayse he Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare FacebookTwitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko.



Leave a Comment