Table of Contents
Instagram Account Kaise Banaye
Hello Friends, Jysa ki hum sab ajki date me Social media ka use bahot karte hain, aur hum apni Photos aur Videos ko bhi Share karna bahot pasand karte hain. Aur jab baat aati hai, Photos aur Videos ko Share karne ki to, Instagram sabse achi Social Networking site hai, jisme hum apni Photos aur Videos ko Share kar sakte hain. To agar apko bhi Instagram account banana hai to aayiye hum apko aj wahi batane wale hain.
Instagram Account Kaise Banaye Mobile App se
Mobile me Instagram Account
Step 1: Sabse Pehle Apko Instagram ki App ko Play Store se Install karni hogi.
Step 2: App ko Install karne ke baad Open kariye, ab jaise he ap app ko open karnge, apke samne ek page open hoga.
Step 3: Ab apke saame jo page open hoga waha par apko apne Mobile Number ya Email Id se Sign Up karna hai, jisko ap Create New Account par click karke bhi kar ssakte hain. Ya ap Facebook se bhi direct login kar sakte hain.
Step 4: Agar ap Facebook se Sign Up karnge, to apka Account ban jayega, lakin agar apko Email Id ya Phone Number se Account banana hai, to uske liye apko kuch Details Fill karni hogi, jaise Full Name aur Password.
Step 5: Ab
Also Read: Instagram me Story kaise daale, ya Update kare
Instagram Account Kaise Banaye Computer me
Step 1: Instagram ko PC ya Desktop par chalane ke liye sabe pehle apko instagram.com ki Site par jaana hoga.
Step 2: Ab apke saamne ek page open hoga, jysa ki apko niche digai image me show hora hoga, iske baad apko usme Apni Details fill karni hogi jaise ki, Mobile Number or Email, Full Name, Username, aur Password, aur phir ye sab karne ke baad Sign Up par clcik karna hai, jiske baad ap apni Profile Setup kar sakte hain.
To sayad ab apko samajh aagaya hoga ki Instagram me Account kaise banate hain, Mobile ya PC me, to agar apko account banane me ya kisi bhi aur chiz me koi pareshani aarhi ho, to ap humse niche diye gaye comment box me puch skate hain, hum apki help karne ki Puri kosis karnge.
Aysi Posts ke liye HindiMeInfo ko Follow kare Facebook, Twitter, Join FB Group uar Subscribe kare YouTube Channel ko
bahut hi Badiya Jankari Share ki Hai Apne Thank You
Thanks,
Deepak Rathor 🙂