YouTube Channel Kaise Delete kare? Sabse Easy Method

YouTube Channel kaise Delete kare

Kya apka YouTube se man Bhar gya hai? Kya apko YouTube ke new features samjh nahi aa rahe hai, aur ap apna YouTube Channel or Account ko Delete karna chhate hain, aj humko apko batynge ki ap aysa kaise kar sakte hain.

Note: Abhi Mobile me YouTube Channel ya Account ko Delete karna Possible nahi hai, lakin ap Apne Computer, ya Laptop par aysa kar sakte hain.

Kya Sirf YouTube ya Google Account bhi?

Sabse Pehle apko ye deside karna hai, ki kya apko sirf YouTube Channel or Account Delete karna hai, ya phir apko Google Account ko bhi delete karna hai. Apka Google Account bahot saari  Services se bhi link rehta hai. Ap apna YouTube Channel Delete karnge to apke channel ke sabhi Videos, Comments, Playlists aur Messages Delete hojynge, lakin ap tab bhi apna Account open kar sakte hain.

Ab ye apko Deside karna hai ki apko kya dono delete karna hai, ya sirf YouTube Channel ko. apko hum dono ki method batane wale hai, apko jo achi lage ap wo use kar sakte hain.

Also Read:

YouTube Channel Kaise Delete kare

Step 1: Sabe Pehle apne YouTube Account me Login kare, Jo ki Apko Youtube ke Homepage me Top Right Side me mil Jaayega.

delte youtube 1

Step 2: Ab login karne ke baad Settings me jaakar Advance Settings me jaana hai, uske baad apko Delete Channel ka ek option dikhai dega, jysa ki apko niche digai image me show ho raha hoga, apko wha par click karna hai.

delete youtube 2

Step 4: Ab Apko apna Password input karke login karna hai

Step 5: Ab apke saamne ek page open hoga jaha par apko I want to Hide My Channel aur I Want to permanently Delete My Content ka option milega, apko Second wale option me jaakar, Delete My Account me click karna hai.

delete youtube 4

Google Account Delete kare

Apko ye to samjh aagaya hoga ki YouTube Channel kaise Delete karte hain, aur agar apko Google Account bhi Delete karna hai, to uske liye niche Diye Gaye Steps ko Follow kare.

Step 1: Apko Myaccount.google.com me jana hai, aur waha par apne account me Sign in karna hai.

delete youtube 5

Step 2: ab jaha par “Delete Your account or services” likha hai, jysa ki apko niche digai image me show ho raha hoga, waha par click karna hai.

delete youtube 6

Step 3: Ab apke saamne ek or page open hoga waha par apko “Delete Google Account and Data ka ek option dikhai dega, apko waha par click karna hai.

delete youtube 7

Step 4: Ab apni identity confirm karne ke liye apna Password Enter kare

Step 5: Ab apko 2 options milenge apko waha par click karke apko Delete Account me click karna hai. iske baad apka Account Delete hojyega.

delete youtube 8

Ab apka Google account Permanent Delete hojyega, aur ab ap kabhi dobaara start nahi kar paynge.

Sayad ab apko pata chal gya hoga ki, YouTube Channel ko kaise Delete karte hain, aur agar apko koi baat ayi ho jo na samajh aarhi ho to ap humse niche diye gye comment box me puch sakte hai, hum apki help karne ki puri kosis karnge. 

Aysi Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare FacebookTwitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko

1 thought on “YouTube Channel Kaise Delete kare? Sabse Easy Method”

  1. Thanks so much for sharing all of this great information! I’ve decided to comment more for my business and this information is exactly what I needed to learn. Thanks!

    Reply

Leave a Comment