Table of Contents
Xiaomi Mi Pay New Digital Payment Service
Chinese Smartphone maker company Xiaomi joki India me Apne Budget Smartphone ke liye sabse Famous mobile brand hai, aur ab Xiaomi ne India Apni new Payment Service Xiaomi Mi Pay ko India me Launch kia hai. Mi Pay Same PayTm aur Google Pay (Tez) ke Jyse he hai, aur ap isse bhi kahi par bhi Digital Payment kar sakte hain.
Xiaomi
Related: PayTm aur Tez me kon behtar hai?
Xiaomi Mi Pay Ki Terh User UPI se Payment Kar Sakte hain, ap Apne Debit card aur Credit Card se bhi Payment kar sakte hain, aur ap UPI ke Through Payment Kar sakte hain.
Mi Pay ki Help se ap apne Bank Account ko Link aur Unlink kar sakte hain, iske alawa ap aapne account ke liye UPI Pin ko Modify se bhi kar sakte hain, Users Paise Receive aur Transfer karne ke liye Apne QR Code bana sakte hain, aur ap sahi terh ke payment QR Codes ko bhi Scan karke Payment kar sakte hain.
Xiaomi ne National Payment Corporation of India (NPCI) se permission bhi leili hai, India me Digital Payments ke liye. Xiaomi ne Mi Pay ko Apne MIUI Interface ke sath ish terah se integrate kia hai, taki users apne phone se Aasani se Payment kar saken.
Mi Pay ka Setup aur Account kaise Link kaise kare
Mi Pay ki Application ko Openkariye - Ab
apne Bank account ko selectkare diyegye Optionsse - Apne Bank Account ki Details fill
karen . - SMS Verification karke final confirmation kare
To ab apko samjh aagaya hoga ki Xiaomi Mi Pay kya hai, aur ye kaise kam karega, agar apko koi paresahni aarhi ho Mi Pay me, ya ap humse kuch puchna chhate hon, to niche diye gye comment section me apna question puch sakte hain.
Aysi Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare Facebook, Twitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko
Good post thank you sir