GDPR Kya hai? Janiye iske baare me detail me Hindi me

GDPR Kya hai Hindi Mein Jaaniye

 

European Union’s ka General Data Protection Regulation (GDPR) 25 May se legal hojayega. GDPR ke liye Companys aur Website Owners ko unke Customers ka Data wo kisliye aur kaha Use kar rahe hai ya phir wo kyse Apne customers ki personal information ko kyse collect karte hai. GDPR Internet se related hai aur Ayse me Apke Customers aur Users ke pass Choice rahegi ki wo jaan sahkege ki Kyse unka Data Use ho raha hai.



Kyse GDPR Apki Help kar sakta hai Customers ki Trust gain karne ke liye?

 

  • Apko Sayd aysa Lagta hoga ki GDPR ke bahot bada rule hai jo apke liye acha nahi hai, ya ap usko Use nahi karna chahte hai.
  • Lakin aysa nahi hai, GDPR ka bahot Advantage milega apko agar apki Website hai, ya ap kiski Website ke User hai to apko iska advanage milega.
  • Aur Agar apka Online Business hai to apko apke business ke liye isse bahot Help milegi.

Lakin Kyse Help Milegi?

 

Ye kuch Answers hai jo Online Buyers ke liye hai

 

  • Kya Online Store Trust layak hai? Yes
  • Kya wo apka data use kar rahe hai? Yes
  • Agar mai chahu ki mera data delete hojye to kya aysa hoskta hai? Yes
  • Kya wo mera data kisi company ko sell karnge? No
  • Kya wo legally responsible hai mere data ki safety ke liye? Yes

GDPR kya hai

Aur aysa karne se, apne customers ko sab kuch clear baat batane se ap apne customers ka trust pa sakte hai, jisse apke business ke liye wo bahot helpful hoga.

Data kon-kon se kaam le liye Use hota hai kisi bhi Online website me.

 

Apka Address – Jab ap kisi site me shopping karte hai to apko usme koi bhi product purchase karne ke baad apna address fill karna hota hai, toh wo apka address apke product ki delivery ke liye use karte hai.

Mobile Number – Apke Orders se relate apse contact karne ke liye apka Mobile Number use hota hai.

E-Mail Address – Apne jo order place kia hai useke conformation aur, aage ki product marketing ke liye use hota hai.




So dear reader ye tha ki GDPR kya hota hai aur iska kya matlb hai, agar hum aur easy words me baat kare ki GDPR Kya hota hai to, ye ek tarh ka legal act hai joki Europen Court ne bnya hai, GDPR ki help se agar ap ek Customer hai aur ap kisi website ya shopping site par apna personal data jyse ki Name, Email, Number share karte hai to ab wo aur bhi jada safe rahega is Act ki wajh se, mtlb ki ab ap jab chahe tab apna data delete karwa sakte hai kisi bhi websites ya online stores se.

Also Read: GDPR for Bloggers in Hindi? 

Aur agar apka koi website hai ya ap ka koi online Shopping store hai to apko bhi iska profit milega ap bhi apni privacy policy ko change karke iska profit le sakte hai, ap apne customers ko bta sakte hai kyse ap unka data le kar uska use unke profit ke liye he kar rahe hai, jise apke aur apke uuctomers ke beech me ek trust ki bonding bhi ban jaayegi.

So Dear reader agar apko ye post achi lagai ho, aur helpful ho to ap ish post ko apne friends and family ke sath bhi share kare taaki unko bhi iske baare me pata chal sake, agar apko GDPR se relate aur bhi information chaiye to wo aapka ye Website se mil jaayegi, ish post ko read karne ke liye apka Dhanyabaad, have a nice day 😉

Ayse he Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare Facebook, Twitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko.

2 thoughts on “GDPR Kya hai? Janiye iske baare me detail me Hindi me”

Leave a Comment