Whatsapp ke Delete Messages ko kaise Read Kare Janiye Puri Jankari

Whatsapp ke Delete Messages Padthne ke Tarike

Hello, Jab se Whatsapp humari Jindgi me aaya hai, tabse humari Life he change hogai hai, hum Bahot se ayse kam hai jo WhatsApp me kar lete hai. Jysa ki ap jante hai ki WhatsApp jabse Launch hua hai, tabse usme bahot saare changes huye hai, Mai to jabse WhatsApp India me aaya hai, tabse mai Whatsapp chala raha hu, aur tab se ab tak me Whatsapp me bahot se changes huye hai, jaise he jitne Stickers apko abhi miljate hai, utne pehle nahi milte the, GIF bhi nahi tha tab, aur Video calling, aur Voice Calling ka bhi feature nahi tha, aur Live Status ka bhi option bhi bahot time baad aya tha. Abhi Kuch Months pehle he Whatsapp ka ek new feature aaya tha jisme ki Agar apne kisi ko koi message send kia tha, aur unke wo message dekhne se pehle agar apne unko delete kar diya, toh phir wo message ko read nahi kar paynge.

Also Read: 

Agar apke sath bhi kabhi aysa ho, aur apko wo delete message dekhna ho toh ap ek kam kar sakte hai, jisse ap wo delete kiye huye messages ko read kar sakte hai. Apko Play Store me ayse bahot se Apps mil jaynge jinse whatsapp ke delete kiye huye messages ko dekh sakte hai.

Whatsapp ke Delete Messages ko kaise read kare

whatsapp delete 1 1

Whatsapp ke latest features jadatar Android v4.4 ya usse uper ke versions me kam karte hai. Agar apko delete messages ko dekna hai toh uske liye apko play store se ek application ko download karna hoga jiske baad ap Delate kiye huye messages ko read kar sakte hai.

Whatsapp Notification History Application 

Notification History ek third-party Android application hai, joki apko play store me miljyega, aur jisko Install karne ke baad ap Whatsapp ke Delete Messages ko read kar paynge.



restory

Agar apko Application download karna hai toh wo yaha se kare: Download Now

Jab ap apne Smartphone me WhatsApp ki ye Application ko Install kar lenge, uske baad isko permission dena hoga. Phir ye ache se kam karne lagega.

whatsapp delete 2

Jaise he ap ye Application ko install ka lenge, uske baad apko agar demo dekhna hai, toh ap apne kisi friend ke mobile se message kar ke usko delete kar dijiyega, uske baad apko Notification me show ho jyega, ya phir wo apko App me show hojyega, aur ayse ap Delete huye message ko dekh paynge.



Ab ap kisi ke bhi Delete kiye gaye message ko aaram se padh sakte hai, jab bhi koi apko message karga, aur usko agar delete kar dega, toh wo message apko App me show hoga. agar apko ye application kam ki na lage, ya phir agar ye apke smartphone me kam nahi karti hai toh, apko Play Store me aur bhi apps mil jynge jinki help se ap unka use karke Whatsapp ke Delete Messages ko read kar lenge.

Toh Dear reader, ab apko pata chal gya hoga ki Whatsapp ke Delete Messages ko kaise ap read kar sakte hai, agar apko ye feature pasand aaya ho, ya apka koi question ho, toh ap humse niche diye gye comment box me puch sakte hai. Ish post ko apne friends aur family ke sath bhi Share kakre aur unko bhi ye feature ke baare me bataye.

Ayse he Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare FacebookTwitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko.




2 thoughts on “Whatsapp ke Delete Messages ko kaise Read Kare Janiye Puri Jankari”

Leave a Comment