YouTube Live Subscriber Count kaise Dekhe

How to See YouTube Live Subscriber count

Agar ap YouTube Chalate honge to apne apni pasand ki kisi na kisi YouTube Channel ko Jarur Subscribe kia hoga, taki ap unko koi bhi Video Miss na kar paaye, aur agar apko bhi YouTube Channel banana hai, ya phir ap pehle se ek YouTuber hain, aur agar apko bhi jaanna hai ki kaise ap YouTube ke Live Subscriber count ko dekh sakte hain, to aj hum apko yhi batane wale hain, jiske baad ap kisi ka bhi Live YouTube Subscriber Count Dekh sakte hain.

YouTube Live Subscriber Count Dekhne ke liye Niche Diye Gaye Steps ko Follow karen

Also Read:

Step 1: Sabse Pehle YouTube Open karke, Apko Jish YouTube Channel ka Live Subscriber count dekhna hai, wo channel ko open karna hoga, uske baad apko Uska Username copy karna hai.

live subscriber 1

Step 2: Ab apko https://socialblade.com/ ye website open karna hai.

Step 3: Website Open karne ke baad, apko Search Box me wo Username Enter karna hai, uske baad ap search button me click kare.

live subscriber 2

Step 4: ab apke saamne ek naya page open hoga, jaha par apko Apke Search se Related Results show honge, waha apko apne jo Channel Search kia hai, usme Click karna hai.

live subscriber 3

Step 5: Ab apko jaha par Live Subscriber count likha hai, jaysa ki apko niche digai image, me show ho raha hoga, waha par click karna hai.

live subscriber 4

Step 6: Ab jasie he ap Live Subscriber Count me click karnge, wyse he apke saamne new page open hoga, aur waha par apko Live Subscriber count show honge jysa ki apko niche digai image me ho raha hai.

live subscriber

Ab apko pata chal gya hoga ki YouTube Live Subscriber Count kaise dekhte hain. Agar apko koi Step ya kuch samjh nahi aaya ho, aur apko kahi par koi problem aarahi hogi, to ap humse niche Diye gye Commnet box me puch sakte hain.

Aysi Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare FacebookTwitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko

Leave a Comment