Internet ke Bina Gmail kaise use kare? Offline Gmail

Table of Contents

Internet ke Bina Gmail Use kare

Jysa ki apsab jante hain ki, Internet ka humari life me kitna importance hai, aur Internet ki help se hum apne bahot saare kaam karte hain. Hume apna koi bhi jarurai kaam karne ke liye internet ki jarurat hoti he hai. Kai bar humare sath aysa hota hai ki, jab hum kahi travel kar rahe hote hai, ya phir kahi humara internet connection slow ya chala jata hai, aur humara kam ruk jata hai. Agar ap kahi kisi company me job karte hai, ya apka online business hai, toh ap ye toh jante he honege ki Mail  humare liye kitna important hota hai, aur ayse me agar hume Internet ki bina Gmail ka use karne mil jaye toh kya baat ho. Toh aj huum apki ish pareshani ka solution lekar aaye hai, aur aj hum apko batynge ki kaise ap Bina Internet ke Gmail ka use kar sakte hai. ek terh se ap Gmail ko Offfline use kar sakte hain. Apne Gmail ka new design toh dekh liya hoga, lakin Google ne Gmail ke new Design ke sath-sath ek aur new feature ko bhi add kia hai.

Also Read:

Gmail ka naya feature ab Internet ke Bina Gmail ka use kare

Wyse toh Gmail me bahot saare new features add kiye gye hain, jinme se Artificial Intelligence (AI) ko bhi Gmail me add kia gya hai.  Insab Features me jo sabse acha feature hai, wo ye hai ki ab ap Bina Internet ke Gmail ka use kar ssakte hai, aur wo bhi bahot aasani se.

Ish Feature me ap bina internet ke offline apne Gmail ke messages ko read kar sakte hai. aur sath me ap new Mail ko revive bhi kar sakte hain. Aur ap Mail ko Send receive ke alawa Delete bhi kar sakte hai, joki ek bahot acha feature Google ne new Gmail me add kia hai. Hum apko bta den ki issh feature ka use karne ke liye apko Chrome Browser ka use karna hoga, aur Chrome Browser ka Version 61 hona chaiye, tabhi ap ish feature ko use kar paynge.

Apko Ye Feature ko use karne ke liye kuch Simple Steps ko follow karna hoga, aur wo Simple Steps kuch ish terh se hain

 

Step 1: Sabse Pehle Ap Gmail ke Homepage me Right Side me jada Settings ka icon hai, waha par click kare, jysa ki apko niche digai image me show ho raha hai.

offline gmail 1

Step 2: Jyse he ap Settings wale Icon me click karnge toh apko, ek Drop down list open hogi waha, par apko Settings ko option dikhega, apko ush Settings ke option me click karna hai.

offline gmail 2

Step 3: Settings Open hone ke baad apke same kuch aysa page open hoga. jysa ki apko niche dogai, image me show ho raha hai, phir apko jaha par Offilne Likha hai, waha par click karna hai.

offline gmail 3 1

Step 4: Ab apke samne ek aur page open hoga, jaha par apko Enable offline mail ka option dikhega, waha par apko click karke, Save changes me click karna hai, aur phir ap Offline Gmail ka use kar paynge.

 

Also Read

 

Toh Friends ab apko pata chal gya hoga, aur sath he apko ye samjh aagya hoga ki kaise ap Internet ke Bina Gmail ko use kar sakte hai, aur apna kam kar sakte hain. Ish Feature ke baare me apko sayad abhi tak pata nahi chala hoga, quki hum itna settings ko andar se dekhte nahi hai, laikn ye feature ko use kar ke hum apna kam bina rooke kar sakte hain.

Apko kysa laga Gmail ka ye Feature, aur kya ap bhi ye feature ko use karna chhate hain, aur agar kya ap ise use karnge, agar ha toh hume jarur bataye niche diye gye comment box me, aur agar apko ye feature se relayed koi problem aarahi ho, toh ap wo bhi humare sath Share kar sakte hain, hum jitna jaldi ho sake, apki help karne ki kosis karnge.

Ayse he Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare FacebookTwitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko.

Leave a Comment