Table of Contents
YouTube Account ka Name Change kaise kare
Kya apko koi YouTube Channel hai aur kya ap waha par Videos Upload karte hai, aur kya apko ye lagta hai ki apne jo Apne YouTube Channel ka Name rakha hai, wo ab apko acha nahi lag raha hai, aur apko ye name acha nahi lagraha hai, aur ap apne YouTube Channel ya Account ka Name Change karna chahte hai.
To aj hum apko yhi batane wale hai ki ap kaise apne YouTube Account ka name change kar sakte hain. Ap kuch Simple Steps ko Follow karke apne YouTube Channel ka Name Change kar sakte hain.
Also Read:
- YouTube me Video Kaise Upload
karte hain - YouTube Par Video Bana
kar paisekaise kamaye - YouTube
ke Videos kokaise Downloadkare - YouTube Video ko Audio Me kaise Convert kare
YouTube Account ka Name Change karne ke liye ye Steps Follow kare
Step 1: Sabse Pehle
Step 2: Ab apko Jaha par apke Account ki ek image Show ho rahi hogi jysa ki apko niche digai image me show ho raha hoga, apko waha jaakar “Settings” me click karna hai.
Step 3: Ab jayse he ap Settings me click karenge, waha par apko YouTube Channel show hoga aur waha par apko apki Profile Show hogi jysa ki apko niche digai image me show ho raha hoga, Waha par apko Edit on Google me click karna hai.
Step 4: Ab apke Saamne new page open hoga, waha par apki Google Plus ki Profile open hogi. Ab jaha par apka name likha hoga waha par ek edit ka option hoga apko waha par click karna hai, jysa ki apko niche digai image me show ho raha hoga.
Step 5: Ab apke saamne new page open hoga waha par apko apne YouTube Account ka name change karna hai, Joki apko First Name aur Surname me click karna hai. Ab apko jo name change karna hai wo karke ok button me click karna hai.
Bas ab
Ab apko pata chal gya hoga ki, ap kasie apne YouTube Account ya Channel ka Name change kar sakte hain. Agar apko Name change karne me koi pareshani aarhi ho, ya koi Step Samajh me nahi aaraha ho to ap humse niche diye gye comment box me puch sakte hain, aur ye Article ko Apne Friends aur Family ke sath bhi jarur share karen.