WordPress 5.0 me kya naya hai, Janiye Puri jankari Hindi me

WordPress 5.0 ke naye update ke baare me janiye

Hello, Jysa ki agar ap ek blogger hai, ya apki koi website hai aur wo WordPress me hai, toh ap jante he honge ki WordPress ka new-new version aata rehta hai, isi terah se WordPress ka ek new update WordPress 5.0 aagya hai, jiska matlb hai ki Gutenberg Editor bhi ab aagya hai.

[su_button url=”https://hindimeinfo.com/gutenberg-kya-hai-iska-kya-use-hai-wordpress-me/” target=”blank” style=”stroked” size=”5″]Gutenberg Editor kya hai Janiye yaha se [/su_button]

WordPress 5.0 me Gutenberg Editor full new designs ke sath aata hai, aur iske aane se ap aur bhi aci website aur content bana sakte hai. Ye WordPress ka ek bahot bada new update hai, aur ye bahot acha update hai, isse apke post kikhne ka tareeka bilkul he change hojyega.




WordPress 5.0 Ke Update me kuch bahot bade changes kiye gye hai. Agar ap WordPress use karte hai, toh apko pata he hoga ki jabse ap WordPress use kar rahe hai, tab se kitne saare ache updates aachuke hai. jysa ki WordPress 4.9 mee jab update aaya tha tab usme Post Schedule Design ko ap change kar sakte the, aur ap Date ko bhi change kar paa rahe the.

wordpress events

Important Links- 

Ayse he WordPress 4.8 me bhi bahot saare new updates aaye the jysa ki usme Widgets ke bahot se updates aaye the. aur ek aur acha update WordPress 4.8 m aaya tha ki ap apne Dashboard me apke nearby WordPress ke events aur latest helpful posts show hoti hai. jysa ki humne apko in updates ke baare me btya lakin wo sab updates itne khass nahi the jitna khass ye new WordPress update me aaya hai.

WordPress 5.0

WordPress 5.0 ke new Gutenberg update me apke liye ek khass Editor aaya diya hai.

Gutenberg Editor apke purane Editor ko replace kar dega aur new Gutenberg editor ka use apko krna hoga, apko new editor me apko bahot saare new features milnge aur apko isko use karne ke pehle apko iska thoda sa ache se use karna hoga, tabhi apko ye ache se use karte banne lagega. Agar apko Gutenberg ka Editor abhi use karna ho toh ap iski Plugin ko free me download karke use kar sakte hai.

[su_button url=”https://hindimeinfo.com/website-banwaye/” target=”blank” style=”stroked” size=”5″]Website Banwaye[/su_button]

Toh Sayad ab apko samjh aagya hoga ki WordPress 5.0 me kya new hai, aur ye kaise kam karega, agar apko ye Artical helpful laga ho toh ap ise apne Blogger Friends ke sath jarur Share kare aur unki bhi help kare, aur agar apko kuch samajh me nahi aaya ho ya ap humse kuch puchna chhate hai toh ap humse Comment box me puch sakte hai.

Ayse he Posts ke liye HindiMeInfo ko follow kare FacebookTwitter, Join FB group aur subscribe kare YouTube Channel ko.



Leave a Comment