Top 5 Sabse Best WordPress Events Plugins konsi hai

WordPress Events Plugins ke baare me janiye

WordPress Events Plugins- Hello, Jysa ki agar ap ek blogger ya business owner hai, aur apka koi Online Business hai, toh apko aksar apni website ke liye kuch achi plugins ki jarurat hoti hai, aur wordpress me toh aysi bahot si plugins hai jinko ki ap use kar sakte hai, lakin kai bar apko apki pasand ya apke kaam se related Plugin nahi mil paati hai.

Agar apki bhi koi WordPress website hai ya ap Website banana chah rahe hai toh ayse me agar ap apne Upcoming Event ki planning apne website par karna chahte hai toh ayse me apke liye WordPress Events Plugins bahot useful hogi. Event Plugins ko use karke ap apne events ko manage kar sakte hai.

Hindimeinfo me Top 9 list banai hai, aur jinme se bahot si plugins ko humne khud usee bhi kia hai. in Plugins ko ap Use karke apne Upcoming Events ko manage kar sakte hai. Toh Chaliye Suru karte hai.

1.WpForms

WPForms

Wpforms best contact forms plugins me se ek hai, aur ye plugin apko sabhi terah ke customization offer karta hai. Aur ap Wpforms ko contact forms ke sath-sath Events Plugin ke liyee bhi use kar sakte hai.
Wpforms se ap Events registration Forms apne website par bana sakte hai, aur ap apne Website visitors ko apne Events ki Tickets ko Buy karne ka option d sakte hai. Ap Wpforms ko Google Calender se bhi connect kar sakte hai. Wpforms me apko Drag and Drop ka bhi option milta hai.
Wpforms ka Event Feature use karne ke liye apko iska pro version use karna hoga.

[su_button url=”https://wordpress.org/plugins/wpforms-lite/” target=”blank” style=”stroked” size=”5″]Download Wpforms [/su_button]




2. EventON

Eventon

250+ se Jada Customization ke saath, EventON sabase acha Calender Plugin mein se ek hai, aur ye WordPress me Jitni bhi Events Plugins hai unme No.1 Event Plugin hai. chaahe aapaka Event 1 din ya kaee Week tak chalata hai, aap ise ek beautiful event calender bana sakte hai.

Agar apko apni Website banwani hai toh ap Hindimeinfo ke sath apni website banwa sakte hai, aur information ke liye niche digai Link me click kare.

 [su_button url=”https://hindimeinfo.com/website-banwaye/” target=”blank” style=”stroked” size=”5″]Website Banwaye[/su_button]

EventON me ap Shortcodes ka use apne Pages par add karke kar saktee hai. Ap apne kisi bhi WordPress post ya page jaha bhi chahee EventON kee shortcode ko use kar saktee hai. Apko iske liyee coading ki bhi jarurat nahi hai. Ap EventON se apni pasand ke Event calender ko apni site par use kar sakte hai.
EventON par ap features image ko add kar sakte hai, colors ko change kar sakte hai, map display kara saktee hai aur sath-sath Social Media ke icons ko bhi show kar sakte hai.

[su_button url=”https://codecanyon.net/item/eventon-wordpress-event-calendar-plugin/1211017″ target=”blank” style=”stroked” size=”5″]Buy EventON[/su_button]

3. Events Schedule

Events Schedule

Events Schedule Plugin ek bahot achi Event plugin hai, aur ye plugin un logon ke liye bahot useful hogi jinki Online classes chal rahi hai, ya kisi chiz ki coaching de rahe ho. Events Schedule me ap apne hisab se apna Event Calender customize kar sakte hai, aur sath-sath ap eek beautiful calender bhi bana sakte hai.




Events Schedule me apko bahot saare colors customization aur bahot se extra features mil jaynge, joki apke liye bahot useful honge.

[su_button url=”https://codecanyon.net/item/events-schedule-wordpress-plugin/14907462″ target=”blank” style=”stroked” size=”5″]Buy Events Schedule[/su_button]

4. Calendarize It

Calendarize It

Free aur paid plans ke sath Calendarize It ek bahot achi Event Planner Plugin hai, aur ye plugin apko jarur use karna chaiye. Calendarize It me apko 600 se jada fonts ke option, aur colors customization ka option milta hai.
Calendarize It me ap WordPress ke Page Builder jyse ki WPBakery, aur WordPress ke aane wale Editor Gutenberg ka use karke bhi Calendarize It ke event planner ka use kar sakte hai. Calendarize It se ap beautiful aur unique Events ka formate bana sakte hai.

[su_button url=”https://codecanyon.net/item/calendarize-it-for-wordpress/2568439″ target=”blank” style=”stroked” size=”5″]Buy Calendarize It[/su_button]




5. The Events Calendar

the events calendar

The Events Calendar by Modern Tribe ki free Event Plugin hai. ye free aur achi WordPress Events Plugin hai. Ap The Events Calendar se Simple events calendars bana sakte hai.
The Events Calendar me apko bahot saare custom features mil jaynge. agar apke pass thoda sa WordPress ka knowledge ho toh ap The Events Calendar ka bahot ache se use kar sakte hai.

The Events Calendar bahot simple aur easy to use plugin hai. Ye plugin me apko aur bhi bahot saare features free me use karne ko mil jynge aur ye apke liye bahot useful plugin hai, Events Plugins ke liye.

[su_button url=”https://wordpress.org/plugins/the-events-calendar/” target=”blank” style=”stroked” size=”5″]Download The Events Calendar[/su_button]

Ab sayad apko pata chalgya gya hoga ya phir apko idea milgya hoga, ki apke liye konsi sabse achi WordPress Events Plugins konsi hai. agar apko Article me kuch samajh naahi aaya ho ya phir apka koi question ho, Article se related toh ap humse puch sakte hai.




Agar apko ye Article acha laga, toh sayad apko yee Article bhi acha lagega: Best Image Compression Plugin

Ayse he News ke liye Hindimeinfo ko Follow kare Facebook, Twitter, Join kare FB Group aur Subscribe kare YouTube Channel ko

2 thoughts on “Top 5 Sabse Best WordPress Events Plugins konsi hai”

Leave a Comment